Ek Bhoolay Howe Musafir Ko



Ek Bhooly Howe Musafir Ko Manzil Ka Nishan Dikhaya Q Tha


Agr Sath Nai Chalna Tha To Ye Rasta Bataya Q Tha


Ab Tak Bhatak Raha Ha Dar Ba Dar Thikany Ki Tlash Ma Wo


Do Qadam Sath Reh Kar Usko Sai Pata Bhulaya Q Tha

Nai Ha Maloom K Kahan Khara Ha Or Kahan Jana Ha Usko


Na Tha Hosla Manzil Tk Puhnchny Ka To Gar Se Nikla Q Tha


Ab Us K Muskarany Ki Tammana Ly Kr Q Bethy Ho Yahan


Nai Dakh Sakty Gham_zada  Usko To Dard Dy Kr Rolaya Q Tha


Kuch Nai Kehta Bs Yei Shabd Jaari Hn Ab Uski Zuban Se "Asad"


K Doran-e-Safar Us Harjai Ki Baton Ma Aaya Q Tha



Comments

Popular posts from this blog

Mohabbat ki kahani mein koi tarmeem mat karna

Baton baton main bicharney ka ishara kar ke